Uss say bichar ker
Tweet Uss say bichar ker faqat itna hua jiya,,,,,, Uss ka gaya kuch nahi mera raha kuch nahi,,,,,,
Wo aik Saanp Tha…
Tweet Dall dall thi zindagi so dhansti chali gai Main apni bebasi pay youn hansti chali gai Pehlay dikha raha tha mujhay manzilon k khwab Phir meray samnay say wo rasta badal gya Main ro pri thi jis ki judai ko soch kar Wo shakhs meray haal pay hansta chala gya Main khud lipat gai [...]
mai us ka tha lakin wo mera na tha
Tweet Mujh se bicher k mujh ko rula ker udaas tha, Meri tarah wo khud ko jala ker udaas tha, Aise ajeeb dard k pehre thay chaar soo, Ab k wo mere shehar main aa ker udaas tha, Mujh ko bhi us ki yaad satati rahi bohat, Wo Bhi diyaar-e-ghair main ja ker udaas tha, [...]
ye rawaj h tery shehar ka
Tweet Ye Mzak hy meri zat sy Ye rwaj hy Tery Shahr ka Kabi is traf kbi us traf Kia Mizaj hy tery shahr ka Yhan nafratain bari am hain Yhan chahton ki qadar nai Wo jo khon tha mery jsm mai Vo anaj hy ery shahr ka Nahi had yaha ksi zulm ki Na [...]
Hounto Pe Hunsi Dekh Li …
Tweet Hounto Pe Hunsi Dekh Li Dil k Ander Nahe Dekha, Aap Ne Mere Gahmoo ka Samounder Nahe Dekha, Kitne khoub Sourat H ye Duniya ye Dekha h Aap Ne, JE JE k Marney Waloh ka Manzer Nahe Dekha, SHeeSHAY ka Makaan Tu Ne Bana to Liya H Dost, Laiken waqt k Hath ka Pahter [...]
Wo sunta to main kehta…
Tweet Wo sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha, wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha. kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di, mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha. kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di, usay maloom tha itna,mujhe kuch aur kehna [...]
Itna Bhi Apni Zaat Se Koi Juda Na Ho
Tweet ‘Itna Bhi Apni Zaat Se Koi Juda Na Ho, Nikalay Teri Talash Mein Apna Pata Na Ho, Dekho K Phir Hawaon K Tewar Badal gaye, Sahil Ki Rait Par Koi Kuch Likha Raha Na Ho, Tanhaiyaan Kuch Is Tarah Basti Hain Mere Sath, Aakaash Bhi Jaise Shajar Se Juda Na Ho, Na Kar Tu [...]
Aisa kabhi na karna .
Tweet Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab [...]
