Dost SMS
Meri Takleefoon Mei Kami ki Duaa Karna
Tweet Tumhari Dosti ki Bohat Qadar Hay Mujhe, Iss Liye Tum se Kabhi Kuch Manga Nahi,, “ay Dost” Lekin Aj Tum se Darkhuwast Hay k… Meri Takleefoon Mei Kami ki Duaa Karna…! *~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Koi Yaad Humein Na Kare Gila Nahe
Tweet Teri Yaad To Ek Anmool Phool Hay, Main Tujhe Bhol Jaoon Ye Teri Bhol hay, Koi Yaad Humein Na Kare Gila Nahe, Hum dostoon Ko Nahe Bholtey ye hamara Asool hai.. *-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*
In Me Sy Wo Konsa Style Hy
Tweet REPLY MUST:> “in me sy Wo konsa style hy jo mujh pe bht suit krta hy?” => samjhana => muskurana => mazak krna => larai krna =>har waqt sona => pyar krna => ghusa krna =>kehqe lgana
Na Zarurat Rakho Sitaroon ki
Tweet Na Zarurat Rakho Sitaroon ki, Na Zarurat Rakho Faltoo Yaaron Ki… Bas Ek Dost Maango Meray Jesa, Jo MAt maar dey Saaron ki. Wah wah wah
Zinda Rahy To Kabi Tum Se
Tweet Zinda rahy to kabi tum se pochen gy ……Dost….. Kon tha wo khush naseeb jis ki khatir Tum ne hamen bula diya..
Ye Dosti Ka Rishta Toote Na Kabi
Tweet Ye dosti ka rishta toote na kabi. Hum dono ek doosre se rothe na kabi.. Karte hain rab se hum bas dua yhi.. Door rehkar b apna saath choote na kabi.
Faaslay Bana Diye Warna
Tweet Fikr-e-Mustaqbil ne Faaslay bana diye warna…! Sab dost aik sath thay abhi kal ki baat hai…!!!
Har Insaan Apne Har Dost Se
Tweet Question? Har insaan apne hr dost se kuch na kuch seekhta hai aap ne MUjh se kya seekha hai? 0: Ignore karna 1: Larai Karna 2: Chalaki Karna 3: Pyar Karna 4: Maaf Karna 5: Musti Karna 6: Kuch b Nahe 7: Dosti Karna 8: Shaq Karna 9: Khush Rehna 10: Mazaq Karna:-) Reply [...]
