2010 Great SMS
Laga ker taik pairroon se
Tweet Khizaan ki Sard Shamoon mein laga ker taik pairroon se…! Yehi hai mashgala apna tumhein bas sochtay rehna…! *-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*
Uss Pe Jachti Hai HAYA
Tweet Uss Ko Sajney Ki , Sanwarney Ki , Zarorat He Nahe, Uss Pe Jachti Hai ‘HAYA’ Bhi Kisi ‘ZEWAR’ Ki Tarhaan… *-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*
Husn-E-Shama Likhon ya Sarab
Tweet Husn-E-Shama Likhon ya Sarab Likhon? Hamdam Likhon ya Khawab Likhon? Aap k Sarapa-e-Husn Say Heran Hon Main Meh-Jabeen Likhon Sahir Likhon ya Aaftab Likhon? Aap Ki Zulf Jo Chupati hai Chehra Aap ka Raqeeb Likhon, Nagan Likhon ya Naqaab Likhon? Nazar utha k Jo Chal Diye Aap Be-Rukhi Likhon, Bewafa Likhon ya Hijab Likhon [...]
Zindagi Rahi to Wafa Bhi Karin Gay
Tweet Zindagi Rahi to Wafa bhi karin gay Tujhe Haasil karney ki Khata bhi karin gay Zamaney ki Rokawaton ke bawajood Hum aik dosrey se mila bhi karin gay Sare Jahan main koi nahi Tere Jaisa Dil Main Bitha k teri Pooja karin gay Zindagi Hai Tumhari Shama ki Manind Hum Parwaney ki Tarhan Tum [...]
Aitbar kiya hai Hum ne
Tweet Torna hota to Hm Rishta na banatay! Umeed ni hoti to Hum Sapna na sajaty! Aitbar kiya hai Hum ne Aap ki wafa pey! Bharosa na hota tou Dosti ka haath na Barhaty..
Wafa k Qissay Ajeeb Thehray
Tweet Wafa k Qissay Ajeeb Thehray.! Hum bhi Kitnay Ghareeb Thehray, Kisi ko Chaha Kisi ko Paya, Ye Apnay Apnay Naseeb Thehray, Jaan Apni Main Uss py Waroon, Ager Wo Meray Qareeb Thehray, DiL-O-Nazar bi Ussi ko Chahay, Sabhi hain Meray Raqeeb Thehray, Deay hain jis nay ye Dard Saray, Wohi to Meray Aziz Thehray…
Muje kuch To Fasana yad Hai
Tweet Zara khamosh Reh kar Bi Unhen Sab kuch Suna Dena, Zuban Se kuch Na kehna Dekh kar Aanso Baha Dena. Mai Mujrim Hon Muje iqrar Hai jurm-e-Muhabbat ka, Magar Pehle khata Par Ghor karlo Phir Saza Dena. Ejazat Ho To kehdon Qissa-e-Ulfat Sar-e-Mehfil, Muje kuch To Fasana yad Hai kuch Tum Suna Dena…
Lafzon say hota nahi izhar
Tweet Apni dhàrkàno se kuch àise merà nààm lo, Ye waqt ruk jàye is làmhe ko thàm lo, Teri ànkhon main jhàlàk hay àisi mere payar ki, Saàhil pe jàise dhàlti hàseen shàm ho, Lafzon sày hota nàhi izhaàr humse pyaàr kà, Bàs meri ànkhon main dekh kar khud ko pehchàan lo…
